Ladke to ladke hain, Inka Bhawron jaisa mann.
Oos ki boonde ho tum ladki,mann hai ek darpan(mirror).
Tumse hai ghar baar inka, tumse hai aangan.
Ladke to ladke hain, inka Bhawron jaisa mann.
Ladki hai wo frame ki jisme tum tasveer sajate.
Haathon ki khali rekhon par, kismat ban k aate.
Tumse hai mahkta bachpan, ohh tumse hai mahkta bachpan
Aur sajta hai yoowan.

Kabhi dhub ho,kabhi chaav ho, barf kabhi angaar
Tum laxmi ho, waadi ho tum,tum durga avtar.
Chand sitare chu aate tum,tod k sare bandhan.
Oos ki boonde ho tum ladki,mann hai ek darpan

Nice
ReplyDeleteNice thoughts Apoorv
ReplyDeleteBeautifully put! :)
ReplyDelete